Gift for sister
Maine apni sister ko ADMS Marvel gift ki hai aur woh ise paakar kaafi khush hai. College aane-jaane ke liye iska daily use karti hai. Iska stylish design aur smooth riding experience use kaafi pasand hai. Traffic mein bhi easily handle ho jaati hai aur petrol ka koi jhanjhat nahi hai. Ek baar charge karne par 2 din tak chal jaati hai, jo ise daily commuting ke liye ek perfect gift banata hai.